Thanks, if you have been reading this blog.
Sorry, if you stumbled upon it today. Bad timing.
The blog and the writer is going through a major reconstruction phase.
See you on the other side, if you wish to wait it out, that is.
"Hai kuch aisi hi baat jo chup hoon,
Warna kya baat kar nahi aati.
Hum wahaan hai jahaan,
Humko bhi kuch humari hi khabar nahi aati."
- Mirza Ghalib
4 comments:
GALIB TERI YE DILLI KESI,KABHI BEMURAVAT TO KABHI AINE JESI,
TANG GALIYAN BHI HAEN YAHA,TO CHAMAK ANJANE KAI,
KAHIN KHUSIYON KE MELE,TO KAHIN VERANE KAI,
KHOYA INKI RAHOON MEIN,CHALA THA KHUD KO DHUNDANE,
AE GALIB TERI YE DILLI KESI,.........
teri umeed tera intzaar jab se hai na shab ko din se shikayat,na din ko shab se hai
kisi ka dard ho kartey hein tere naam rakam gila hai jo kisi se tere sabab se hai
hua hai jab se dil-e-nasaboor be kaboo kalam tujh se nazar ko bare adab se hai.....
Sochta hun tujhe gulab bheju, teri nazar se chakha hua tujhe sarab bheju,
Dil ghabrata hai ,hath thartharte hain, kese tujhe tere pyaar ka hisab bheju………….
Post a Comment