Wednesday, September 3, 2014

Sundar si duniya.

Sundar si thi duniya ek
Sunhare log aur sunhare taare anek
Ek ladki ko wo dikhte na the
Saamne the par milte na the

Kya ye duniya uski na thi
Kyu sab log paraye the
Kyu sab taare sharmaaye the
Sundar si thi duniya ek

3 comments:

Anonymous said...

when u have what u want....then why this sounds so depressing!!!!!

B said...
This comment has been removed by the author.
Anonymous said...

Asman se girti hui bundo se sara jahan num hai,
Unhe kya pata ki ye barish ka pani nahi meri ankhun se girte hue sabnam hai,
Koi sukun bhari zindagi jita hai,
yahna dard mera khun rah rah ke pita hai,
Kash meine ishq na kiya hota, kash ye darde dil na liya hota,
jab unki tohfaye berukhi dekhi, to jana, ki pathron se jyada bhi is duniya mein sakht kuch hota hai,
tujhe meri parvah na hai na sahi, na meri zarurat na sahi,
E khuda meri dua kabul ker, unhe jahan bhar ki khusiyan mile..esa kuch zarur ker.....